Anjaan raaste Ajnabi log Saya bhi kabhi kabhi Lagta nahin apna Gairon ke ghar main hota To tab bhi maan leta Ham ko to lagti hai Apne ghar main hi khali zindagi Ye saali zindagi Sooni rahon se Guzarte hain Kabhi kabhi Rahein ham se Milte hai surag Ghum ke…
Category: Poems
Poem: Do Raaste
Do raaste hain jeene ke Bas Zinda raho ya Zindagi jiyo Jaisa ki hota hai Aksar hamari zindagi main Ek raasta hi hamesha Hamari kismat main nahin hota Kismat main to hote hain Chhote chhote tukde Kai raston se Kuchh itne roshan Ki aankhein hi band ho jayein Aur kuchh…
Poem: Khat ko likhta hoon
Khat ko likhta hoon, aur likh ke mita deta hoon Ehsaas-e-mohabbat ko, aise hi hawa deta hoon Har raat banata hoon, shiddat se ye kishti ko Subah ke hote hi, dariya main baha deta hoon Hoga to kabhi unko bhi, ehsas mohabbat ka Jab tak nahin hota hai, farishton ko…
Poem: Kaash…
Kaash teri ankhon ko padh ke Jaan leta main sanam Waqt ne jo kuchh likha tha Tere mere vaste Ye faasle ye dooriyan Ye gardishein ye raste Lambi andheri raton main Ye karvatein badalne ka silsila Mujhe ishq-o-chahat main teri sanam Kuchh mila to bas yahi mila Kaash main kah…
30 years gone by, not a day without missing you
Lot of water has flown through I was a kid 5 year old Playing around the home Not knowing what death means Seeing you lying there In your eternal sleep Life as a kid is always great You have clear thoughts And uncluttered mind Small memories of doing little things…